Facebook Istemal Karne Ke Liye Useful Keyboard Shortcuts

Facebook ek bahuti popular social website hai ye to hum log jante hai. Facebook par hum log friends ke sath chat karte hai Video upload, post update karte hai aur bhi bahut kam karte hai. Lekin dosto aap ye jante ho ki aap agar keybord shortcuts istemal karke facebook use karo to aap isko aur bhi asani se use kar sakoge. Jobhi ho agar aap chahte ho ki Keyboard Shortcuts Key istemaal karke facebook use karoge to niche bahuti useful kuch Keyboard Shortcuts Key lekar ayahu usko use karke aap facebook ko aur bhi asani se use kar sakoge.


Facebook par agar koi new message karni ho, Notification Page dekhni ho ya phir Facebook Fan Page dekhna ho, koi bhi kam karne ke liye aap keyboard shortcut key istemaal kar sakte ho. 

Facebook-Keyboard-Shortcuts-Key


Facebook Istemaal Karne Ke Liye Best Keyboard Shortcut Keys :

Mozilla Firefox UserGoogle Chrome UserResult
Alt  + mShift + Alt  + mNew Message
Alt  + 0Shift + Alt  + 0Help Center
Alt  + 1Shift + Alt  + 1Home Page
Alt  + 2Shift + Alt  + 2Profile Page
Alt  + 3Shift + Alt  + 3Manage Friend List
Alt  + 4Shift + Alt  + 4Message List
Alt  + 5Shift + Alt  + 5Notification Page
Alt  + 6Shift + Alt  + 6Account Settings
Alt  + 7Shift + Alt  + 7Privacy Settings
Alt  + 8Shift + Alt  + 8Facebook Fan Page
Alt  + 9Shift + Alt  + 9Facebook Terms
Alt  + ?Shift + Alt  + ?Search Box


Upar ke shortcuts ko istemaal karne ke liye aap aapne keyboard ko key ko press kare or + m ya 1, 2 jo jo hai usko press kare ek sath dekhiye aapke kam hoga. Dosto aajke liye itnahi agar aap post aache lage ho to jorur post ko dosot ko sath share kare comment kare.
Previous Post Next Post